Tuesday 12 September 2017

Saiyaan Lyrics

KAILASH KHER - Saiyaan Lyrics



Heere moti main na chahoon
Main to chahoon, Sangam tera,
Mai to teri saiyaan, tu hai mera,
Saiyaan, saiyaanaaaaaaaaaan
Tu jo choole pyaar se, araam se mar jaaun
Aaja chanda baahon mein tujhmein hi ghum ho jaaun mai,
Tere naam mein kho jaaun,
Saiyaan, saiyaaaaaaaaaaaaan.

Mere dil khushi se jhoome gaaye raatein.
Pal pal mujhe doobayein jaatein jaatein,
Tujhe jeet jeet haaroon, yeh pran-pran waaru,
Haye aise main niharu, teri aarti utaaru.
Tere naam se jude hai saare naate,
Saiyaan, saiyannnnn..
Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
Baithun naiyan preet ki sansaar se har jaoon main,
Tere pyaar se tar jaaoon
Saiyaan, Saiyannnnn




No comments:

Post a Comment